Friday, February 25, 2011

Bas ek nazar ke liye hum din bhar tarast







Bas ek nazar ke liye hum din bhar taraste hain

Wo shaam ko bus me jhaknte hain aate hain


Shab bhar intzaar mein hum taare dekhaa karte hai

Sabera hone se pehle wo chand bujhane aate hain


MERI ANKHON KO KHUSHION KA NAZARA KAUN DEGA

MERE TOOTE HUE DIL KO SAHARA KAUN DEGA



ADHOORI SEE LIKHI GYEE HA KYUN MERI KAHANI

Jhoot ke parde na dhoondo,
Sach kaho na .

Top 10 Great Tips For New Year

Ten Great Tips For New Year

1. Stay out of Trouble.

2. Aim for Greater Heights.

3. Stay Focused on your Job.

4. Exercise to Maintain Good Health.

5. Practice Team Work.

6. Rely on your Trusted Partner to Watch your Back. Take your Time
Trusting Others.

7. Save for Rainy Days.

8. Rest and Relax.

9. Always Take Time to Smile.

AND

10. Realize That Nothing is Impossible.

Teri YAAD Se Teri YAAD Tak

Na Zameen Hy Meri Qarar-Gah ,
Na Falak Hy Minzile-e-Jazib-e-Dil

Badi Dair Se Hy Safar Mera
Teri YAAD Se Teri YAAD Tak . . !

Chale aao hum aap ko ‘YAAD’ karte hen - Bewafa Sms, Sad Sms, Bewafa Shayari, Sad Poetry, Bewafa Urdu Sad sms, Hindi Sad sms, Dard Sms And Tragedy Sms

Chale aao hum aap ko ‘YAAD’ karte hen
yeh gunah he jo baar ‘BAAR’karte hen.
jala kar ‘DIL’mein hasarton k chirag
aap ke aane ka ‘INTAZAR’karte hen.

Wo 72 they jo kirdar k ghazi nikle - Shia SMS

Zom e kasrat tha jinhain sab wo hijazi nikle

Wo 72 they jo kirdar k ghazi nikle

Is haqiqat ko bhala kon chupa sakta hy

Jitne Shabbir k qatil thy namazi nikle

Barso baad na jaane kaun kaha hoga - Bewafa Sms, Sad Sms, Bewafa Shayari, Sad Poetry, Bewafa Urdu Sad sms, Hindi Sad sms, Dard Sms And Tragedy Sms

barso baad na jaane kaun kaha hoga,
hum dono me se na jaane kaun kaha hoga,

phir milna hua to milenge khwabo me,
jaise sukhe gulab milte hain kitabo me

Aey Karbala k qasr ki mai’maar as’salam - Shia SMS

Aey Karbala k qasr ki mai'maar as'salam….

Aey jur'aton ki aahani deewar as'salam….

Ghurbat may Shahzadi-e Mukhtar as'salam….

Aey ghaaza-e-rukh-e-Shah-e-abraar as'salam….

Jo rang charh chuka tha utarnay nahi diya….

Tu nay kisi Shaheed ko mernay nahi diya.